Ishqiya Kalaam
YOUR LINK HERE:
http://youtube.com/watch?v=-h9EZJhEc60
Ishqiya Kalaam • . . . . . . . . . . . . . . . . . . • Ek lafz e mohabbat ka itna sa fasana hai • Simte toh dil e ashiq phaile toh zamana hai • Ye kis ka tassawur hai ye kis ka fasana hai • Jo ashq hai ankhon me tasbeeh ka dana hai • Hum ishq ke maron ka itna sa fasana hai • Rone ko nahi koi hansne ko zamana haij • Shair hon mai shair hon mera hi zamana hai • Fitrat mera aaina qudrat mera shana hai • Jo Unpe guzarti hai kis ne ise jana hai • Apni ji musibat hai apna hi fasana hai • Ye ishq nahi aasan itna hi samajh lijie • Ek aag ka dariya hai aur doob ke jana hai • Mujh ko isi dhun me hai har lahza basar karna • Ab aayen woh ab aayen lazim unhen aana hai • Aason toh bohat se hain ankhon me jigar lekin • Bandh jaye so moti hai reh jaye so dana hai • #allahuakbar #hajj2025 #yawarishaqqwaris #kaba #rabiyabasri #yawaris #hajj #hajj2024 #youtubeshorts
#############################
