Kuch Is Tarah
YOUR LINK HERE:
http://youtube.com/watch?v=0b2DAjvnetI
Follow on Instagram ☑️ • / akhilredhu • Available on⬇ • Spotify: https://open.spotify.com/track/1v47UF... • iTunes: https://music.apple.com/us/album/meri... • JioSaavn: https://www.jiosaavn.com/song/meri-ta... • Amazon Music: https://music.amazon.in/albums/B08T1T... • ▪Song - Meri Tarha • ▪Vocals/Lyrics/Composition - Akhil Redhu • (Insta: / akhilredhu ) • ▪Music Produced by - E-MAN47 • ▪Mix and Mastering by - Akhil Redhu • ▪Visuals by - dualvoidanima • (https://www.instagram.com/dualvoidani...) • • #akhilredhu #rangamanch #meritarha • Lyrics: • Har roz subha uthta hu • Magar kyu nind na aati raaton me • Khaali hai deewarien kamre ki • Aur jang lagi darwazo me • Haan main hu jo qaid hai mujhme • Main hu, niraash jo khudse • Sabko dikhata raahe • Aur gumshuda hu apni raahon me • Kya mod hai jispe therha hu • Main kabse khudko keh raha hu • Ke kal se badal duga khudko • Per roz main khudko seh raha hu • Main haara hu jo tuut gaya • Gardish me main voh taara hu • Haan kal se badal duga khudko • per roz main khudko seh raha hu • Meri Tarha kya tum bhi khudko hi tarashte • Voh guzre waqt ki kya galtiya sudharte • Haan mehfilo me apni khushiya saari baat ke • Kya tum bhi raatein saari tanha hi guzaarte • Haan cheekh raha hu aankhon se • Narmi hai meri in baaton me • Sapne hai mere aur khud hi gala • Main ghot raha hu haathon se • Ab aur nahi sehna • Ye raaz kahu main gairo se • Main khush hu zindagi se • Ye juth kahu ghar vaalo se • Kaisa darr mere andar • Thar thar kaap rahi meri nas nas • Banjar khaab lage ab har dum • Ab bas taane kase sab has has • Haan mene jo kiye vaade hai • Ab tak voh sabhi aadhe hai • Nasrien hi jhuka leta hu • Apne jo nazar aate hai • Mehlo ke sangmarmar pe • Mene kangan tuut te dekhe hai • Aur choti chaar deewaro'n me • Maa-Baap voh haste dekhe hai • Toh kya hai kamyaabi • Kya hai zindagani • Raahe chunu main kaisi • Savaal mujhpe bhaari • Main aasma me rahatien • Kyu dhundta hu bein vajha • Hai ranjishein meri dua • Hai bekhabar mera khuda • Jitni bhi sikayat hai ye khud naadir ki kami hai • Jaisi bhi ye aas hai bas mehnat ke hi rang dhali hai • Chaadar jo odh ke soya jag se kaha waaqif hai • Thehra hu aaj me hi mujhe kal ki bhi kuch toh khalish hai • Haan mana dard hai abhi main kuch bana nahi • Shayad main sapno ke liye kabhi lada nahi • Girr jayega voh khwaishon ka ghar mujhpe hi • Agar main aaj apne bistar se utha nahi • Koshish karuga bas kal se behtar ban saku • Agar fisal gaya toh khud hi main sambhal saku • Gavau waqt na voh beeti baatein soch ker • Kabhi ruku na chahe dheeme hi kadam chalu • Meri Tarha kya tum bhi khudko hi tarashte • Voh guzre waqt ki kya galtiya sudharte • Haan mehfilo me apni khushiya saari baat ke • Kya tum bhi raatein saari tanha hi guzaarte
#############################
