Maikada Muhammad Samie HD











>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=8_Yz2hUmfIU

Short Sufi Spells (Chapter 1) | The Fifth Spell • MAIKADA | Muhammad Samie • ====================================== • Singer Composer: Muhammad Samie • Lyrics’ Selection Arrangement: Muhammad Samie • Poets: Jigar Muradabadi | Josh Malihabadi | Mir Anees | Qamar Jalalvi | Hafeez Banarasi • ====================================== • AUDIO CREW: • Music Production: Jay Ali • Tabla: Zain Ali • Harmonium: Jay Ali • Guitars: Musa Raza • Recording, Mixing and Mastering: Jay Ali • Chorus Group Vocals: Jay Ali, Harris Jarral, Hassan Shah, Waleed Attique • Production House: Soul Speaks • ====================================== • VIDEO CREW: • Director: Arslan Farooqi • Video Concept: Muhammad Samie Arslan Farooqi • Art Work: Muhammad Samie • Production Coordinator: Ali Nagi • Location Manager: Hassan Sheikh • Wardrobe: Muhammad Samie • Lighting: Ali Shah • Production House: Arslan Farooqi Films • ====================================== • © 2018 – Short Sufi Spells • ====================================== • “Maikada is symbolic. Viewers/ Listeners are advised to interpret with caution and at their own risk.” • Samie • ====================================== • Follow Samie on: • Youtube:    / muhammadsamie   • Facebook:   / msamieofficial   • Instagram:   / samie_muhammad   • Twitter:   / muhammadsamie   • Official Website: https://www.muhammadsamie.com • ====================================== • LYRICS: • Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai • Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai • Ye hai maikada yahan rind hain, yahan sab ka saqi imam hai • Ye haram nahi hai ay shaikh jee, • Ye haram nahi hai ay shaikh jee, yahan paarsaai haram hai • Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada • Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada • [Group Vocals] • Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do • Jo zara si pee ke behek gaya, usay maikaday se nikaal do • Yahan kam-nazar ka guzar nahi, • Yahan kam-nazar ka guzar nahi, yahan ehl-e-zarf ka kaam hai • Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada • Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada • [Group Vocals] • Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka • Ye janab-e-shaiḳh ka falsafa, jo samajh mein meri na aa saka • Jo wahan piyo to halal hai, • Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai • Jo wahan piyo to halal hai, jo yahan piyo to haram hai • Ye Hai Maikada Ye Hai Maikada • [Group Vocals] • Koi baadaa-kash koi tishna-lab to kisi ke haath mein jaam hai • Ab is mein koi kahe ga kya, ye to maikaday ka nizam hai • Ye hai maikada Ye hai maikada • Ye hai maikada Ye hai maikada • [Group Vocals] • Kuch soch ke shama’a pe parwana jala hoga • Shayad isi jalne mein jeene ka maza hoga • Jis waqt ye mai tu ne botal mein bhari hogi • Saqi tera masti se kya haal hua hoga • Maikhane se masjid tak paaye gaye naqsh-e-paa • Ya rind gaye hon ge ya shaikh gaya hoga • Sab se buland hai mere saqi tera muqam • Leta nahi baghair wuzu tera koi naam • Insaan to kya farishtay bhi kartay hain ehtaraam • Hain maah-o-aftaab tere maikaday ke jaam • Qaim Muqam hai tu Risaalat Ma’ab (S.A.W.W.) ka • Qindeel-e-arsh hai tera sheesha sharaab ka • Saqi datti hui hai kharaabation ki saf • Phela hua hai abr-e-gauharbar har taraf • Botal ka kaak khol, utha kaif baar-e-duf • La bada-e-Madina-o-paimana-e-Najaf • Tat’heer ki rida hai falak par tani hui • De daman-e-Rasool-e-Khuda (S.A.W.W.) mein chani hui • Khurshhed-e-mudda’a mera burj-e-sharaf mein hai • Ik saqi Karbala mein mera ik Najaf mein hai • Le woh Najaf ki simt se aanay lagi sada • Saqi mera salam-e-adab le keh mein chala • Maula-e-Kainaat (A.S.) aur awaz de mujhe • Ay Jibrail (A.S.) quwwat-e-parvaaz de mujhe • #MuhammadSamie #Maikada #ShortSufiSpells

#############################









Content Report
Youtor.org / YTube video Downloader © 2025

created by www.youtor.org