Zara zara lyric video song Bombay Jayashri RHTDM
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=HBm8DIO2aN4
Artist: Bombay Jayashri • Movie: Rehnaa Hai Terre Dil Mein • Lyric: • Zara zara bahekta hai, mahekta hai • Aaj to mera tan badan, • main pyaasi hoon • Mujhe bhar le apni baahon mein • Zara zara bahekta hai, mahekta hai • Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon • Mujhe bhar le apni baahon mein • Hai meri kasam tujhko sanam, • door kahin na jaa • Yeh doori kehti hai paas mere aaja re • Yunhi baras baras kaali ghata barse • Hum yaar bheeg jaaye • is chaahat ki baarish mein • Meri khuli khuli laton ko suljhaaye • Tu apni ungliyon se • main to hoon isi khwaahish mein • Sardi ki raaton mein • hum soye rahe ek chaadar mein • Hum dono tanha ho, • na koi bhi rahe is ghar mein • Zara zara bahekta hai, mahekta hai • Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon • Mujhe bhar le apni baahon mein • Aaja re aa re • Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein • Ek baar ae deewane • jhootha hi sahi pyaar to kar • Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein • Bechain karke mujhko • mujhse yun na pher nazar • Roothega na mujhse, • mere saathiya yeh vaada kar • Tere bina mushkil hai • jeena mera mere dil mein • Zara zara bahekta hai, • mahekta hai • Aaj to mera tan badan, • main pyaasi hoon • Mujhe bhar le apni baahon mein • Hai meri kasam tujhko sanam, • door kahin na jaa • Yeh doori kehti hai paas mere aaja re • Aaja re, aaja re, aaja re • #Zarazarabahektahai #Zarazarabahektahailyricsong #RehnaaHaiTerreDilMein #Zarazarabahektahaibombayjayashri #RHTDM
#############################
