YOUR LINK HERE:
http://youtube.com/watch?v=Jub0J-QxHG4
Song:- Maa Hi Mandir Maa Hi Pooja • Singer(s):- Mohammed Aziz • Movie:- Maa (1991) • Music Director:- Anu Malik • Lyricist:- Dev Kohli • #GoldminesGaaneSuneAnsune #MotherSongs #JayaPrada #MohammedAziz #Maa #OldSongs • Lyrics:- • Ramta Jogi Behta Paani Maa Ki Kahe Kahani • Maa Ka Naam Sada Rehta Hai Baki Sab Kuch Pani • Yug Aate Hai Yug Jaate Hai • Maa Ki Gatha Dohrate Hai Maa Ki Gatha Dohrate Hai • Bade Bade Gyani Kahte Hai Maa Ka Rutba Sabse Uncha • Maa Hi Mandir Maa Hi Puja Maa Hi Mandir Ma Hi Puja • Maa Se Badh Ke Koi Na Duja Maa Hi Mandir • Mitti Ho Gai Maa Ki Kaya Bhatak Raha Hai Fir Vo Saya • Kadi Dhup Mei Soch Rahi Hai Laal Pe Apne Kar Du Chaya • Shul Bani Hai Maa Ki Vivashta Vyakul Hai Sujhe Na Rasta • Shul Bani Hai Maa Ki Vivashta Vyakul Hai Sujhe Na Rasta • Vyakul Hai Sujhe Na Rasta Saral Bada Hai Kahna Sunana • Kathin Bada Ye Hai Maa Banana Maa Hi Mandir Maa Hi Puja • Maa Hi Mandir Maa Hi Puja Maa Se Badh Ke Koi Na Duja • Maa Hi Mandir • Janam Janam Ki Ma Ki Dukhiyari • Kar Ke Har Koshish Ye Hari • Bhai Bawari Uljh Gai Hai • Bachche Ka Sukh Dhundh Rahi Hai • Bhukh Se Munna Tadap Raha Hai • Man Ka Dheeraj Tut Gya Hai • Aanchal Mein Hai Dudh Ki Nadiya • Our Aankho Mei Neer Bhara Hai • Our Aankho Mei Neer Bhara Hai • Sabko Sahara Dene Wali • Kaun Bane Ab Tera Sahara • Kaun Bane Ab Tera Sahara
#############################
