Mard Ko Dard Nahi Hota REWIND YBP
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=Szn1aT-VWWA
#kushagrathakur #Dard #song #lyrics • • • Lyrics : -- • • Dard hua, dard hua, dil ko thoda dard hua • Marz hua, marz hua, mere liye tu marz hua • Woh saari raatein, woh mulaqatein • Yaad aa rahi hain woh mohabbaton ki baatein • Qarz hua, qarz hua, tujhpe mera qarz hua • Dard hua, dard hua, dil ko thoda… • Tune bewajah kyun mujhe khwaab dikhaye yeh? • Tinka-tinka tode, har raat jagaaye yeh • Tune bewajah kyun mujhe khwaab dikhaye yeh? • Tinka-tinka tode, har raat jagaaye yeh • Main maan na paaya, sach jaan na paaya • Baatein teri, aankhein teri pehchaan na paaya • Lafz hua, lafz hua, jhootha har ek lafz hua • Dard hua, dard hua, dil ko thoda… • Hua tu laazmi jaise aadatein ho • Aadhe rahe tere vaade the jo • Jaana tha toh phir aata hi na • Tu na yahan, bas yaadein hain woh • Woh behkaana, paas bulaana • Tu tha farebi aur tera muskana • Farz hua, farz hua, dhoka tera farz hua • Dard hua, dard hua, dil ko thoda… • Dard hua, dard hua, dil ko thoda dard hua • Marz hua, marz hua, mere liye tu marz hua • Dard hua, dard hua, dil ko thoda dard hua • Marz hua, marz hua, mere liye tu…
#############################
