>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=UvLC10xxJjo
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun, Ali Shanawar Ali jee 2013 14 • SUBSCRIBE Our Channel: http://bit.ly/Thar-ProductionPak • Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Lyrics in English • Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain • Mera Nana Nabi • Meri Maan Sayeda • Mera Baba Ali • Mera Bhai Hasan • Hum Hi Hain Panjatan • Meri Kya Hai Khata • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun • Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Mery Nana Ny Kalma Sikhaya • Aur Quran Tum Ko Sunaya • Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun • Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai • Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai • Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • • Chakian Pees Kar Maan Ny Pala • Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya • Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha • Kitna Pyara Mera Bachpana Tha • Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha • Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha • Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal • Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal • Jang Karny Main Aaya Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar • Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider • Kya Main Mehmaan Aya Nahi Hun • Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun • Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani • Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun • Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain • TP Gold provides all the Marsiyan, Nohay, Manqabat, Naat for this holy month, We have famous Naat Khuwan and Nohay Khuwan like Farhan Ali Waris, Hassan Sadiq and many more. • Links • www.tharproduction.com.pk • www.facebook.com/tharProduction • www.twitter.com/tharproduction • www.youtube.com./tharproductionpak • www.vimeo.com/tharproduction • www.dailymotion.com/tharproduction • #tharproduction #KiyaMuhammadKaPyaraNahiHun #AliShanawar #Alijee @TharProductionPak
#############################
