Sandese Aate Hai Sonu Nigam Independence Day Special Best Patriotic Songs
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=bXndc1h-TdU
Presenting Sandese Aate Hai song sung by Sonu Nigam Roop Kumar Rathod . • ** Credits ** • Song : Sandese Aate Hai • Singers : Sonu Nigam Roop Kumar Rathod • Music : Anu Malik • Lyrics : Javed Akhtar • Label : Venus Worldwide Entertainment Pvt.Ltd. • • ************************************************************ • Song Lyrics: • Sandese Aatey Hain • Humein Tadpaate Hain • To Chitthi Aati Hai • To Poochhe Jaati Hai • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai • Sandese Aate Hain • Humein Tadpaate Hain • To Chitthi Aati Hain • To Poochh Jaati Hai • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai • Kisi Dilwaali Ne Kisi Matwaali Ne • Humein Khat Likkha Hai • Ki Humse Poochha Hai • Kisi Ki Saason Ne Kisi Ki Dhadkan Ne • Kisi Ki Choodi Ne Kisi Ke Kangan Ne • Kisi Ke Kajre Ne Kisi Ke Gajre Ne • Mahekti Subahon Ne Machalti Shaamon Ne • Akeli Raaton Ne Adhoori Baaton Ne • Tarasti Baahon Ne • Aur Pooccha Hai Tarsi Nighahon Ne • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona Hai • Sandese Aate Hain • Humein Tadpate Hain • To Chitthi Aati Hai • To Pooche Jaati Hai • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai • Mohabbat Walon Ne Hamare Yaaron Ne • Humein Ye Likkha Hai Ke Humse Poochha Hai • Hamare Gaaon Ne Aam Ki Chaaon Ne • Puraane Peepal Ne Baraste Baadal Ne • Khet Khaliayaanon Ne Hare Maidaanon Ne • Basanti Belon Ne Jhoomti Belon Ne • Lachakte Jhulon Ne Behekte Phoolon Ne • Chatakti Kaliyon Ne • Aur Poochha Hain Gaaon Ki Galiyon Ne • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Gaaon Soona Soona Hai • Sandese Aate Hain • Humein Tadpate Hain • To Chitthi Aati Hai • To Pooche Jaati Hai • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai • Ohh Ohhhh Ohhh … • Kabhi Ek Mamta Ki • Pyaar Ki Ganga Ki • Vo Chitthi Aati Hai • Saath Vo Laati Hai • Mere Din Bachpan Ke • Khel Vo Aangan Ke • Vo Saaya Aanchal Ka • Vo Teeka Kaajal Ka • Vo Lori Raaton Mein Vo Narmi Haathon Mein • Vo Chaahat Aankhon Mein Vo Chinta Baaton Mein • Bigadna Oopar Se Mohabbat Andar Se • Kare Vo Devi Maa • Yahin Har Khat Mein Poochhe Meri Maa • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Aangan Soona Soona Hai • Sandese Aate Hain • Humein Tadpate Hain • To Chitthi Aati Hai • To Pooche Jaati Hai • Ke Ghar Kab Aaoge • Ke Ghar Kab Aaoge • Likho Kab Aaoge • Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai • Ohh Ohhhh Ohhh.. • Ay Guzarne Waali Hava Bata • Mera Itna Kaam Karegi Kya • Mere Gaanv Ja Mere Doston Mo Salaam De • Meri Gaanv Mein Hai Jo Vo Gali • Jahaan Rehti Hai Meri Dilruba • Usay Mere Pyaar Ka Jaam De • Usay Mere Pyaar Ka Jaam De • Vahin Thodi Door Hai Ghar Mera • Mera Ghar Mein Hai Meri Boodhi Maa • Mere Maa Ke Pairon Ko Chhooke • Usay Uske Beta Ka Naam De • Ay Guzarne Waali Hava Zara • Mere Doston Meri Dilruba • Meri Maa Ko Mera Paiyam De • Unhe Jaake Ty Ye Paigam De • Main Vaapas Aaoonga • Main Vaapas Aaoonga • Phir Apne Gaaon Mein • Usiki Chaaon Mein • Ki Maa Ke Aanchal Se • Gaanv Ke Peepal Se • Kisike Kaajal Se • Kiya Jo Vaada Tha Vo Nibhaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • Main Ek Din Aaoonga • ************************************************************ • #MusicIndiaEntertainment #SandeseAateHai #BorderMovieSong #SonuNigam #BestPatrioticSongs #IndipandenceDaySong #RepublicDaySongs #GandhiJayantiSongs #PatrioticSong #HindiPatrioticSongs #BengaliPatrioticSongs #DeshBhaktiGeet #IndianArmySong • *************************************************** • ** Follow Contact US ** • YouTube: / musicindiaentertainment • Facebook: / musicindiaentertainment • Instagram: / musicindiaentertainment • Twitter: / musicindiaent • Gmail: [email protected]
#############################
