Deewane Hum Nahi Aditya Yadav Lyrics
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=bhGy62wpv9M
For Best experience use 🎧 • Don't forget to subscribe to channel... 😌😌 • Lyrics of the song.. -:) • Yun na parda kar • Ab to Aja mere Samne • Tera hun mai • Meri har Saansien • Tera naam Lein • Behki behki nigahien • Dhundhe tere raste • Ati hai to lejati • Meri har shikayetien • Lehron ki behti hai vo • Chalti shaan se hai hatke • Kaatil ye Rukh Tera • Hai Kaatil har Ada • • Deewane Hum Nahi hote • Deewani raat Aati hai • Mohabbat ki Nahi jati • Mohabbat aazmati hai • Kisiki aankhon se • Kisiki baton se • Kisiki chahat ke • Kisiki aadat se • Haye re dil ko satati hai • Bohot Zyada tadpati hai • Haye re dil ko satati hai • Bohot Zyada tadpati hai • Oooo Ooo… • • Ishq Vishq main ulajh gaya vo • Chod ke duniya Daari • Bhul gaya vo Khul ke Jeena • Raat nashe vich Mari • Ishq Vishq main ulajh gaya vo • Chod ke duniya Daari • Bhul gaya vo Khul ke Jeena • Raat nashe vich Mari • Mangta hai vo dua • Qubool Karo Al Baari • Doob Gaye Sab rahi Dar pe • Aaj bhi qissa zaari • Lehron ki behti hai vo.. • Chalti shaan se hai hatke.. • Kaatil ye Rukh Tera • Hai Kaatil har Ada • • Deewane Hum Nahi hote • Deewani raat Aati hai • Mohabbat ki Nahi jati • Mohabbat aazmati hai • Kisiki aankhon se • Kisiki baton se • Kisiki chahat ke • Kisiki aadat se • Haye re dil ko satati hai • Bohot Zyada tadpati hai • Haye re dil ko satati hai • Bohot Zyada tadpati hai • #Befreemusic#lyrics #adityayadav #DeewaneHumNahihote
#############################
