Yeh Tune Kya Kiya Cover by Ayush Panda











>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=brJwnxIEBY4

Song Credits: • Song: Ye Tune Kya Kiya • Singer: Javed Bashir • Lyrics: Rajat Arora • Music: Pritam • Music Label: T-Series • Lyrics • Ishq woh bala hai... • Ishq woh bala hai, jisko chhua isne woh jala hai • Dil se hota hai shuru... • Dil se hota hai shuru, par kambakht sar pe chadha hai • Kabhi khud se, kabhi Khuda se, kabhi zamaane se lada hai • Itna hua badnaam, phir bhi har zubaan pe ada hai • Ishq ki saazishein, ishq ki baaziyaan • Haara main khel ke do dilon ka jua • Kyun tune meri fursat ki? Kyun dil mein itni harkat ki? • Ishaq mein itni barkat ki, ye tune kya kiya? • Phirun ab maara-maara main, chaand se bichhda taara main • Dil se itna kyun haara main? Ye tune kya kiya? • Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar • Tere aage hi main haara, kiya tune kya asar? • Main dil ka raaz kehta hoon • Ke jab-jab saansein leta hoon • Tera hi naam leta hoon • Ye tune kya kiya? • Meri baanhon ko teri saanson ki jo aadatein lagi hain aisi • Jee leta hoon ab main thoda aur • Mere dil ki ret pe aankhon ki jo pade parchhaayi teri • Pee leta hoon tab main thoda aur • Jaane kaun hai tu meri, main na jaanun ye, magar • Jahan jaaun main, karoon main wahan tera hi zikar • Mujhe tu raazi lagti hai, jeeti hui baazi lagti hai • Tabiyat taazi lagti hai, ye tune kya kiya? • Main dil ka raaz kehta hoon, ki jab-jab saansein leta hoon • Tera hi naam leta hoon, ye tune kya kiya? • Dil karta hai teri baatein sunoon • Saude main adhoore chunoon, muft ka hua ye faayda • Kyun khud ko main barbaad karoon? • Fanaa hoke tujhse miloon, ishq ka ajab hai qaida • Teri raahon se jo guzri hai meri dagar • Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar • Kaho toh, kisse marzi loon? • Kaho toh, kisko arzi doon? • Hansta ab thoda farzi hoon • Ye tune kya kiya? • ishq ki saazishein • (Ye tune kya kiya?) • ishq ki baaziyaan • (Phirun ab maara-maara main, chaand se bichhda taara main) • (Dil se itna kyun haara main?) haara main khel ke do dilon ka jua • #arijitsingh #shortsfeed #shorts #shreyaghoshal #javedbashir

#############################









Content Report
Youtor.org / YTube video Downloader © 2025

created by www.youtor.org