woh gunahgar tha
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=j1mRi_RF7iU
Assalam walekum rahmatullahi wa barakatuhu. Yah vakya Hazrat Musa alaihissalam ke Daur ka hai. Hazrat Musa Ali Salam Allah tala se barish ki talab ki Allah tala ne Musa alaihissalam se farmaya ke Tumhari qauomme ek gunahgar shaqas hai use se nikal doge to main barish barsa dunga. Hazrat Musa Ali Salam ne apne qauom ko jama Kiya. Aur elaan Kiya hamare qawuom mein Jo gunahgar gunahgar shaqhs hai vah nikal jaaye taki Allah hamein barish barsaye. Ishq Na hajar shakhs ne jab yah Suna to iske Dil mein khauf aur shaadi sharmindagi ka ehsas hua. Isane Apne gunahon ka iateraf Kiya aur logon ke samne zahir nahin kiya. Magar Dil se tauba ki. Allah tallne qubool farmaya. Kyunki isane Dil se gid gira kar Allah tala se mafi mangi thi Allah mujhe maaf karna de aur mujhe beizzat hone se bacha le tu bada Rahim hai mujhe beizzat hone se bacha le Allah tala ko iska yah mafi mangna bahut pasand aaya FIR Achanak Aasman per Badal chha gaye aur barish special barsane lagi Hazrat Musa Ali Salam ne Allah tala se poochha Allah Bhagwan Shaqs to hamare kam se nikala hi nahin. FIR barish kyon hone lagi Allah tala ne farmaya ki Isshaqs ne Dil se tauba ki aur iske gunahon ki vajah se barish nahin ruk sakti thi is kahani se hamen yah sabak milta hai ki Allah tala bahut hi raham karne ne wala aur maaf karne wala hai. Jab Banda sacche Dil se tauba karta hai. Allah iske gunahon ko maf kar deta hai aur isase nahin jindagi ka mauwqa deta hai Allahabad hamen bhi maaf farma de b in nus Allah hamare galtiyon ko hamare gunahon ko maaf farma de. Ham bhi Dil se sacchi tauba kart#e Hain aap logon Ko yah kahani kaisi lagi comment karke bataiye. #allah #Alhamdulillah#Allah ham tere bande Hain #alhamdulillah
#############################
