Bedardi Balma Tujhko Lata Mangeshkar Arzoo 1965
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=khABWep1Vzk
Arzoo [1965] Stars Sadhana, Rajendra Kumar, and Feroz Khan. Directed by Ramanand Sagar. Music by Shankar Jaikishan. • Movie: Arzoo • Singer : Lata Mangeshkar • Music : Shankar Jaikishan • Lyrics: Hasrat Jaipuri • Label : Saregama India Limited • Year : 1965 • For more updates Follow us on Facebook: • / saregama • For More Latest Videos log on subscribe to our main channel • / saregamaindia • Follow us on Twitter: / saregamaglobal • For Mobile download Visit : mobile.saregama.com • Lyrics - • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • kabhi ham sath gujare jin sajili reh gujaro se • fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se • yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai • guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai • kabhi chuma tha jo tune wo daaman yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • wo hi hain jhil ke mandar wo hi kirno ki barsaate • jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate • tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai • barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai • bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai
#############################
