Naaz Siyaahi MTV Hustle 4
>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=o0miafkWTOk
He wanted everyone to know that while they’ve witnessed the hustle on stage, the real struggle lies in getting there. During the auditions, he crossed paths with someone who didn’t make it to this moment. That encounter stayed with him, inspiring a track that tells the story of their conversation, a raw reflection on ambition, setbacks, and the drive to keep pushing forward. • Song Credits • Track Name: Naaz • Written Performed By: Siyaahi • Music Producer: Aditya Pushkarna • Primary Artist: Siyaahi • Track Name: Naaz • Singer/Performed By/Cast: Siyaahi • Lyricist/Written By: Siyaahi • Music Produced By: Aditya Pushkarna • Co-Composer: Aditya Pushkarna • Music Label: Saregama • Genre: Hip Hop • Sub-Genre: Rap • Language:Hindi • Country of Origin/Source: India • • Follow Kaanphod to know more: • ๐ Subscribe to KaanPhod : / @kaanphodmusic • ๐ Like us on Facebook: / kaanphod • ๐ Follow us on X: https://x.com/kaanphodmusic?s=11 • ๐ Follow us on Instagram: / kaanphodmusic • Lyrics • Naaz Hai Tujhpe- Siyaahi • Tu aur main samajh se pareh dono haar chuke • passion ke chakkar mein Saari hadein paar kare • Khudse naraaz toh fir dusro se kya baat karein • Ek saaz chide, haath likhe , aur fir baat bane • • Kal hi ki baat ek dost call Kiya late night • woh 19 saal ka kehta woh mujhse inspired • audition pe Mila he passed a big smile • 2nd line pe Kiya fumble could not stop crying • • woh bola Ghar kese jaun vapas? sabse jhagde hai • Aaj Mera birthday hai aur aapke gaane bajj rahe hai • woh pucha kya yeh jazbaa rishton se bhi badhke hai • Hum kya jawaab dete hum khud hi raah se bhatke hai. • • Maine kaha shaant hoja thodi sabar rakh • Zindagi sikha Rahi hai dhang se parakh sab • Aasun poch, paani pi, madad Maang jhijak matt • Main bhi same boat, same goals, same sadak par • sheher ka haafiz ya koi idol nahi • Tujhe bacha nahi sakta shayad uske layak nahi • Tu seekh meri galtiyo se Jo mujhe sikhaya nahi • Apno ko kiya paraya par waqt kiya zaaya nahi • • Hook: • Aaj agar tu sun raha hai toh mujhko naaz hai tujhpe • Main bhi teri tarah main bhi naaraz hu khudse • Agar tu sun raha toh yeh amdavad ke liye • Agar main jeeta toh yeh amdavad ke liye • • Verse 2: • • Yeh aankhon mein thakaan aur iraade atal hai • Hum masle suljha rahe the aur misaale ban chuke • Hum kasme khilva rahe the shak k pyaade ban chuke • Hum khud kandho ki aas mein sahare ban chuke • Tera bhi waqt aayega bas Marzi ka maalik bann • Kendrick, cole se leke Ghulam Ali, ghalib padh • Jeet toh jashan hai but haar se bada sabak kya? • Tu bas likhte chal, tu bas aage badh • Yeh jazbaa jitna cheene utna dega maza hai • Siyaahi kalam uthaaye toh uske peeche wajah hai. • Uljhano mein faske adchano se Darna mana hai • Hai sarfaroshi ki tamannah tabhi zid pe Ada main • 19 ka shauk bas 21 pe bana pagalpan • 23 pe mushkilein hai bepanah tu Dattke samna kar • Mehnge kapde, lambi gaaadi, mehngi chain bas aadambar • Sehte sab, hum kehte kuch nahi khokle andar se sab • dost kalam, pyar kaagaz ghar bana inn shabdon se • Padhna matt tu bikhar jayega dard bhara inn panno mein • Ghar pe jaake baat kar bas ladna nahi tu apno se • Zindagi savar jaaati hai jab saath milta logo se • Hook: • Aaj agar tu sun raha hai toh fir mujhko naaz hai tujhpe • Main bhi teri tarah main bhi naraaz hu khudse • Agar tu sun raha hai toh yeh amdavad ke liye • Agar main jeeta akkhe gujarat ke liye • Verse 3: • Tu aur main samay ke paabandh dono • Jaldi mein • Jitna seekha utna baatein aadat saari achi hai • Forgive me father par yeh rap game badi gandi hai • Saraswati galey mein par Ghar nahi aati Lakshmi hai • Aaj main 25 ka toh badal gaya nazariya Mera mann hota shaant aaram se face karte mushkilen • Aur tu bhi ek din bada rapper banega • legacy aur tajurba se baithega raftaar bhai ki kursi pe • Been there, Chin up my champ, I know how you feel • 101 tareeke Paper kama Jo tarqeeb • Aur 27 pe jab mujhse yeh shohrat nahi sambhalegi • Ikka paaji ko puchunga how the hell he kept it real? • Najane game ko diye kitne verses, kitne , kitne tears • Duniya k liye rapper, Gharwale samajhte engineer • Masle balance kar, gaane drop kar lose your fears • Aur umeed hai agle season I might see you here • • Manzil ki soch matt bas pehli seedi chadke dekh • Itna hi kehna tha I just wanna wish you well • Jab mai teri Umar pe tha I had nobody to tell • Aur bharosa hai ki agle season I will see you here !! • ----- • Follow Kaanphod to know more: • ๐ Subscribe to KaanPhod : / @kaanphodmusic • ๐ Like us on Facebook: / kaanphod • ๐ Follow us on X: https://x.com/kaanphodmusic?s=11 • ๐ Follow us on Instagram: / kaanphodmusic • • ---- • #RoyalEnfieldHunter MTV Hustle 4 Hip-Hop, Don’t Stop, Co-Powered by #Wildstone #boAtLifestyle #WokTokByVeeba. Every Sat-Sun 7PM only on @mtvindia @officialjiocinema. • #MTVHustle #MTVHustle4 #Hustle4 #HipHopDontStop
#############################
