Los Ojeda Selección de polcas











>> YOUR LINK HERE: ___ http://youtube.com/watch?v=zf4Zg9ilGr0

किसी उदार पेड़ की झूलती शाखों की कृतज्ञता और जड़ों से बिछड़े हुए तिनकों के सहयोग से बने घोंसले तक पर आश्रित न होकर 'हारिल' नामक उन्मुक्त पहाड़ी पक्षी अपने सहारे के रूप में स्वयं का खोजा एक तिनका अपने पंजों में दबाए पूरी दुनिया की आकाशीय-सैर करता है। हिन्दी के यायावर विश्व-कवि अज्ञेय संभवतः हारिल में अपना और अपने स्वाभिमान पर विश्वस्त हर रचनाकार का अस्तित्व ढूंढते हैं। • 'Haril', a bird which symbolizes self-dependence, carries a straw in its claws wherever it travels, sort of saying 'thanks, but no thanks' to any avaialable shelter. Here's the global traveler of Hindi literature, Agyeya, drawing a similarity between haril, his own self and that of all independent voices. • Ud chal haaril liye haath me • Yahi akela ochha tinka • Usha jaag uthi prachi me • Kaisi baat, bharosa kin ka • Shakti rahe tere haatho me • Chhut na jaay yeh chaah srijan ki • Shakti rahe tere haatho me • Ruk na jaay yeh gati jeevan ki • Upar upar upar upar • badha cheerta chal digmandal • Anathak pankho ki choto se • Nabh me ek machaa de halchal • Tinka tere haatho me hai • Amar ek rachana ka saadhan • Tinka tere panje me hai • Vidhnaa ke praano ka spandan • Kaanp na yadyapi daso disha me • Tujhe shoonya nabh gher raha hai • Ruk na yadyapi uphaas jagat ka • Tujhko path se her raha hai! • Tu mitti tha, kintu aaj • Mitti ko tune baandh liya hai • Tu tha srishti kintu srashtaa ka • Gur tune pehchan liya hai • • Mitti nishchay hai ytharth par • Kya jeevan keval mitti hai? • Tu mitti, par mitti se • Uthne ki ichchha kisne di hai ? • Aaj usi udharvang jval ka • Tu hai durnivaar harkaaraa • Dhran dhvaj dand bana yeh tinka • soone path ka ek sahara • Mitti se jo chheen liya hai • Vah taj dena dharm nahi hai • Jeevan saadhan ki avahela • karmveer ka karm nahi hai • Tinka path ki dhool swayam tu • Hai anant ki paavn dhooli • Kintu aaj tune nabh path me • kshan me baddh amarata choo li • Usha jaag uthi prachi me • Aavahan yah nootan din ka • Ud chal haaril liye haath me • Ek akela paavan tinka • Lyrics : Ageya • Vocals and Composition : Dr Kumar Vishwas • Music Arrangement : Band Poetica • All Rights : KV Studio • • Follow us on :- • YouTube :-    / kumarvishwas   • Facebook :-   / kumarvishwas   • Twitter :-   / drkumarvishwas  

#############################









New on site
Content Report
Youtor.org / YTube video Downloader © 2025

created by www.youtor.org